Mama Ka Scotter

hinglish blogger,Hinglish story,hinglish story on scooter,hinglish essays,hinglish book,hinglish writers,hinglish Writing,hinglish blog,hinglish indian blogger,hinglish modern story,hindi memoirs,indian funny memoirs

Ya kahani nahi mera mama ki yaada hai jisa maina apna sabdo ma likha hai.
I Hope iss memoir ko padh kar sayad aap mera mama ki feelings ko samaj paya.

Aaj ka Youth ko viswas karna muskil ho sakta hai lakin mujhe 1987 ma 12th pass karna ka 3 saal baad scotter chalana ko mila, jab mera baada bhai sahab na mujha apna 10 saal purna scotter gift kia.

jald he scotter aur ma kai chutkula aur taano ka hissa ban gaya
Jaisa
"Jai prakash ko break ki jarurat nahi wo apna pairo sa scotter rok sakta hai"
    ya
"Agar ek purana scotter hai toh pakka Jai  prakash he usa chala raha hoga"

hala ki mujhe scotter ma azadi ka aisas hota tha,lunch ka liya ghar aana aur saam ko apna dost ka saat bahar jana,lekin afsos khusi thori he dino ki thi q ki scotter na chaal chalna suru kar dia tha.
Kismat sa mera samna wali sadak ma thora aaga ja ka ek dalan tha jo mujhe scotter start karna ma help karta tha lekin bimari aksar saam ko he hoti thi mera dost dalan ka upar he apna seat pakad lata tha.
Aur aisa he problems ka saat kai hafta bitana ka baad  aakir mujhe machanic mahato ka paas jana he pada
 Mahato ek bahut hi respective viykti tha
unka kala chara suki hui daabi  aur unka sukud aur milansar wala manners "badralok"bassan ka ulta tha,mujhe dur sa scotter ko dakka data dak wo apna assistant ko meri madad karna ka liya bajta kai baar scotter sahaer ka bahar faasi hoti toh wo rescue mission vi organise karata.
Mujhe unka maddadghar habit honesty aur paisa ka liya adiyal nature ki aadad ho gaya tha jald hi ma unha "mahatma mahato" bolna laga.
Pet dogs ko kisi vi najuk ya uncommon situation hona par family members ka saat Sympathy rak na ka liya jana jata hai,usi thara mera scotter na vi mera maa ka saat Sympathy jatai,unha aksar hospital la jana padta tha aur jaisa scotter na meri problem ka samja kai mahino tak koi problem nahi ki.
Lakin jaisa jaisa maas ki health tik hui waisa waisa scotter na chaal chalna suru kar dia kai baar operation karna baad hama asal bimari ka pata chala engine valve changes ki demand kar raha tha toh ma extra engine valve ki hunt ma nikla toh ma local dukandaar ka suggestion ma dusra sahar ka old sardar ji ka paas gaya.
Ma sardar ji sa valve karid mahato ka paas laut aaya jo soch raha tha ki scotter ko kavi dakna na pada.
Scotter na ghar wapsi ki lakin meri maa na mujhe ultimatum dia tah
"Ya ma nahi toh scotter"
Iss karan scotter buyer ka wait karna laga,isse bech job ka wajah sa ya sab chiza mujhe sa chutna lagi mera batchmate kai bada sahero ma chala gaaya.
Mera boss na  mera kaam ki tarif toh ki lakin promotion nahi dia unn dino job badi muskil sa milti thi lakin kuch mahino baad mujhe bada saher ma transfer ho gaya.
ma kai dino  baad apna saher aaya waha apna scotter ko dak aisa laga mano woh apna seat ma baita kar pura saher gumana chati ho.
Kai dino baad vi mero scotter ko buyer nahi mila toh uski sad story paitrik goan ma ek jan pahchan ko padi wo mera jana sa pahala saam ko ek saati ka saat aaya aur usna scotter ko karid la jana ko tiyar tha lakin aisa lag raha tha ki scotter hamara bech ka relation ko thodna nahi chata tha, wo jitna kosis karta scotter utna start nahi hota tha, maina scotter ko daaka dia aur maan ma scotter ko dhanyavaad dia,aur kaha mera dost ko dhanyavaad,dusro ki maadad ka liya dhanyavaad,meri aakha kolna ka liya dhanyavaad,aur thoda prank ka liya vi,
ab samay aa gya hai alvida kaha na ka
buyer apna scotter par baita aur maina last dhakka dia aur scotter tuk tuk kar chala gaya jaisa aantha ma jiwan ma aaya aur chala gaya.
"Jisa ya vi pata chala ki jiwan ma aana wale sabi saangars ko vi ek din jana hai."

0 Comments:

Post a Comment